Monday, 7 December 2015

Naah bilkul nehi

Mujhe lagta hai Zindegi ek kitab hai ,, or hum oos kitab ka hajaro panno ke sath hajar CHARACTER jite hai ..
Or Specially Undino jab kisi-se milte hai to aysa lagta bus manjil milgayee, or bewokuf ki tarah ek jagah STUCK ho jate hai ..PEOPLE DOESN'T UNDERSTAND WHO THEY'RE ACTULLY .. ITS ALL ABOUT TIME AND MOMENTS .. TIME GOES, MEMORIES GOES, - AS THE TIME PAS BY ..Bhigi hui kitab ki tarah hum to bus pichak jate. par kya hum jina chor dete hai ? Naah bilkul nehi .. - Smith.





Apki yaad, ab kitabo ki oos panne mei hai jaha maine apko paya tha ..
Apki bate aab oos khumosi mei hai jaha apne mujhe chora tha ..
Wo aansu ab bahte nehi, dar hai,- ki ap v dhul jaoge ...

Or hum, -kuch kahte nehi, kyuki ap fir se mujhe - bhul jaoge ...



Ye Sham, ye pal, ye sabkuch tumhe diya,
Ek baar fir se, tumhe bhul janeka natak kiya..
Ye Lamha, ye din, gujri tumhari yado mei..
Ek bar fir se mujhe besharam kaho, akar meri khowabo mei..




Erlier Post: The Latter Which She Has Never Read

No comments:

Post a Comment