Friday, 9 June 2023

Kuch alfazzzzz

Hamari kahani ek si thi..
Magar kitab alag alag the.
Dono ki manjil ek si thi .
Magar raste alag alag the.
Milne ki khoyais to nehi hai dillme.
Magar rista mukammal hai..
Risto ki dor ne jane kyu kismat azmate rahte hai...
Umar ki taraju v aab vari hone laga hai.
Fir v zindegi chain ki saans ki oommeed lagye baythi hai.
Chahte hai, ki befai kar jaaye ye v, Bilkul unhi ki tarah..
Par pata nehi kyu, ye saanse saath nibha rahi hai..
Shaam ki tanhai v aab ye kahne laga hai.
Sapne v aab suraj ki tarah dhalne laga hai..
Fir kyu jineki aas laga ke baythe ho..
Aab to mohabbbat v mukammal kisi or ka ho gya hai...
Dilruba tumhari, aab sapne koi or ka ho gyee hai..
Naa ummeedy hai naa rosni.
Koi baja to ho aab jineki.
Shham ye diya ke saath aab bujhne laga hai..!!
Mohabbat ye jazbaat aab pighal ne laga hai..!!

Umar ki tarazu ab vari hone laga hai ...

- Subrata ๐Ÿ˜”